Saturday, May 18, 2024

Birthday & Anniversary Template Download for Kinemaster

ArticlesEducation

Excel Sheet Me Duplicate Value Ko Find and Remove Kaise Kare

Hi friends GSK Editing Zone ka Akon post mein aap sabhi logon ka swagat hai doston is post mein main aapko batane wala hun ki aap excelsheet mein main duplicate values ko kaise dhundh sakte hain aur usko ek bar mein kaise remove kar sakte hain.

To aapko excel sheet mein jana hai aur uske bad ab jis section ka duplicate find karna chahte ho usko pura select kar lena hai.

Dosto aapko Excel sheet ke upar conditional and formatting ka option dikh jaega use per aapko jana hai fir highlight cell rules ka option mein jana hai fir aapko sabse niche duplicate values ka option dikh jaega use per aapko jana hai.

Dosto aapko ek duplicate ka section dikh jaega use per aapko kaun sa colour mein duplicate values ko chahie usko apko select karlena he aur aapke samne duplicate values highlight ho jaega.

Duplicate value ko remove karne ke liye aapko data wala option dikh jayega excel ke upar me aur FIR aapko remove duplicates ka option dikh jaega jaane se pahle doston aapko jis section ka duplicate values delete karna hai usko pura select kar lena hai aur FIR remove duplicate pe click kar dena hai aur aapka jo bhi duplicate-value hai aur Sara delete ho jaega ek hi bar mein.

Doston ummid hai ki ki jankari aapko Sahi Laga hoga to aapko agar koi bhi problem hota hai to niche comment section ka option dikh jaega vahan se aap mujhe comment kar sakte ho is post mein itna hi to milte Hain ek aur ne post ke sath Jay Hind vande Mataram.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *